Welcome to Janathi Message

Ask The Imam Question and Answer

732 Mujhe apse ek sawal kerna hai, Umeed hai key ap na umeed nahi karain ge. Allah Karim ne Mashallah apko bohet ilm diya hai or Allah Karim apko nazar e badd se bachaye"Ameen"

Mera sawal hai key hum Hazrat Ghouse ul Azam (R.A) ko Rahmatullahi alai Kathy hain!! Magyar yahan per kuch ulema-e- kiram unko (Razi Allahu anhu) kehtain hain. Par Jahan tak humane parha or Sunna hai, key jinn Sahaaba-e-kiram ne Nabi Pak Hazrat Muhammad (S.A.W) ko imaan ki haalat mai daikha ho unko (Razi Allahu anhu) kaha jata hai. Jinka Quran pak main bi ziker hai.

Aap ki Bari meherbani hogi ager ap mujhey is mail Ka jawab de ker meri tasseli ker dain. Inshaallah zindgi rahi to ap se or bhi sawal pooch ker apne imaan ko taza karein ge. Allah Karim apko apni hifazet main rakhe"Ameen" Allah hafiz.

Please do answer my question because I ask many people without any Luck. Looking forward to hearing from you. JazakAllah?

English Interpretation:

I have a question to ask, I hope you would not disappoint me. My Question is that we call Hazrat Ghaus-e-Azam (R.A) Rahmatullahi alai, but some scholars here are calling them RadiAllahu Anhu. As far as we have read and heard, it is know that those Sahaba-e-kiraam (R.A) who saw Nabi Pak Hazrat Muhammad (S.A.W) in state of Iman are entitled RadiAllahu Anhu. Could you please clarify this?
Please note that Sahaba-e-kiraam Radiallahu Anhum Ajmaeen (Allah is pleased with them) alqaab is used for the companions of Prophet (S.A.W), while Scholars’ and Sufia e Kiraam have Alyhi Ramah (May Allah’s mercy be on them).

It is not prohibited nor a bad practice to call an Aulia Allah (friends of Allah (S.W.T)) Radiallahu Anhu. According to our belief Allah Azawajal is surely pleased with them.
Category (Ahle Sunnat Wal Jammat)
Back